Latest / The Horror Show by Karnik

Tona Totka Aur Ek Aatma | Episode 39 | Hindi Horror Stories | The Horror Show by Karnik
Jab ek diya apne saath ek atma le aaye, Kya hota agar apke haath mein ek esa hi diya hota... jo na sirf apki kismat, balki zindagi bhi badal de? Is kahani mein, Veer aur Ramesh ne ek purani kahani ko sirf apna entertainment samjha, lekin unhone ek galti ki—ek diya jalaya, jo unki zindagi ka sabse bhayankar mod bana. Ek diya jo ek atma ko apne paas bulaata tha... aur jab diya bujh gaya, toh us atma ka intezaar bhi khatam ho gaya! Yeh kahani aapko ek purani kahani ki taraf le jaati hai jahan Veer aur Ramesh ki shaitaani soch unhein ek bhootia khel mein le jaati hai. Jaise hi unhone woh diya…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.